India attained freedom almost after 200 years of British rule. Thousands of freedom fighters laid down their lives for the cause of India’s independence. If you are looking for Indian patriotic songs for kids, you are at the right place. Patriotic songs express the love and respect for the country and serve as tributes to the national heroes who put their country before themselves. Many of the Indian patriotic songs have inspired people to join the freedom movement and strengthened the unity of the country. In this post, we have combined a list of patriotic songs that will inspire your kid.
15 Indian Patriotic Songs For Kids With Lyrics
1. Aye Mere Watan Ke Logo
This song is dedicated to Indian soldiers who laid their lives in the Sino-Indian war in 1962. It was sung by the great singer, Lata Mangeshkar. It teaches kids about the sacrifice made for the nation.
Lyrics
Aye mere watan ke logo Tumkhoob laga lo nara Yeh subh din hain hum sabka Leheron tiranga pyara Pat mat bhoolon seema par Veeron ne pran gawai Kuch yaad unhe bhi kar lo Kuch yaad unhe bhi kar lo Jo laut ke ghar na aaye Jo laut ke ghar na aaye Aye mere watan ke logo Zara aankh mein bhar lo paani Jo shahid hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Aye mere watan ke logo Zara aankh mein bhar lo paani Jo shahid hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Jab ghayal hua Himalaya Khatre mein padi aazadi Jab tak thi saans lade woh Jab tak thi saans lade woh Phir apne laash bichadi Sangeen Pe dhar kar maatha So gaye amar balidani Jo shahid hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Jab desh mein thi Diwali Woh khel rahe the Holi Jab hum baithe the gharon mein Woh jhel rahe the goli The dhanya javaan vo apne Thi dhanya vo unki javaani Jo shahid hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Koi Sikh, Koi Jatt, Maratha Koi Sikh, Koi Jatt, Maratha Koi Gurkha koi Madrasi Koi Gurkha koi Madrasi Sarhad par marne wala Sarhad par marne wala Har veer bharatwasi Jo khoon gira parvat par Woh khon tha hindustani Jo shahid hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Thi khoon se lathpath kaaya Phir banduk utha ke Das das ko ek ne maara Phir gir gaye hosh gawake Jab ant samay aaya to Jab ant samay aaya to Keh gaye ke ab marte hain Jab ant samay aaya to Keh gaye ke ab marte hain Khush rehna desh ke pyaron Khush rehna desh ke pyaron Ab hum to safar karte hain Ab hum to safar karte hain Kya log the woh dewane Kya log the woh abhimani Jo shaheed hue hain unki Jara yaad karo qurbaani Tum bhool na jaao unko Is liye kahi yeh kahani Jo shaheed hue hain unki Zara yaad karo qurbaani Jai Hind, jai Hind ki sena Jai Hind, jai Hind ki sena Jai Hind, jai Hind, jai Hind
2. Bharat Humko Jaan Se Pyaara Hai
This song is from the movie ‘Roja,’ which revolves around the Kashmir issue and is dedicated to the motherland.
Lyrics
Bharat humko jaan se pyaaraa hai Sabase nyaaraa gulistaan hamara hai Bharat humko jaan se pyaaraa hai Sabase nyaaraa gulistaan hamara hai Sadiyon se Bharat bhuumi duniyaa ki shaan hai Bharat maan ki rakshaa mein jeevan qurbaan hai Bharat humko jaan se pyaara hai Sabase nyaaraa gulistaan hamaaraa hai Ujade nahin apanaa chaman Tute nahn apanaa watan Gumraah na karde koi Barabaad naa karade koi Mandir yahaan, Masjid yahaan Hindu yahaan Muslim yahaan Milate rahe ham pyaar se Jaago….. Hindustani naam hamara hai Sabase pyaaraa desh hamara hai Hindustaani naam hamara hai Sabase pyaaraa desh hamara hai Janmabhuumi hai hamari shaan se kahenge hum Sabh to bhaai bhaai pyaar se rahenge ham Hindustaani naam hamara hai Sabase pyaaraa desh hamara hai Assam se Gujarat tak Bengal se Maharashtra tak Jaati kai – dhun ek hai Bhasha kai – sure ek hai Kashmir se Madras tak Keh do sabhi ham ek hain Aawaaz do ham ek hain Jagoo………..
3. Maa Tujhe Salaam
This song is dedicated to the future generations of India that inspires them to grow up with the ethics of the nation.
Lyrics
Yahan vahan saara jahan dekh liya hai Kahin bhi tere jaisa koi nahi hai Assi nahin, sau din duniya ghooma hai Naahi kaahe tere jaisa koi nahin Main gaya jahan bhi, bas teri yaadh thi Jo mere saath thi mujhko tadpa thi rulati Sab se pyaari teri soorat Pyaar hai bas tera, pyaar hi Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam Amma tujhe salaam Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Janam janam thera hoon deewana main Jhoomoon naachoon gaaoon tere pyaar ka taraana main Chanda nahi suraj nahi duniya ki daulat nhi bas lootunga tere pyaar ka khazaana Ek nazar jab teri hoti hai pyaar ki Duniya tab to meri chamke damke maheke re Tera chehra sooraj jaisa chaand si thand hai pyaar mein Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Tere paas hi main aa raha hoon Apni baahein khol de Zor se mujhko gale laga le Mujhko phir voh pyaar de Tu hi zindagi hai, tu hi meri mohabbat hai Tere hi pairon mein jannat hai Tu hi dil, tu jaan, amma Maa tujhe salaam, maa tujhe salaam Amma tujhe salaam, maa tujhe salaam Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram Vande Mataram, Vande Mataram
4. Chhodo Kal Ki Baatein
This song is from the movie, ‘Hum Hindustani’ and provokes a feeling of being proud of the progress made by our nation since independence.
Lyrics
Chhodo kal ki baaten, kal ki baat puraani Ne daur men likhenge, mil kar ni kahaani Hum hindustaani, hum hindustaani Aj puraani zanjiron ko tod chuke hain Kya dekhen us manzil ko jo chhod chuke hain Chaand ke dar par ja pahuncha hai aj zamana Naye jagat se ham bhi naata jod chuke hain Naya khoon hai, nayi umange, ab hai nayi jawaani Hum hindustaani … Humko kitane Taj Mahal hain aur banaane Kitane hain Ajanta hum ko aur sajaane Abhi palatana hai rukh kitane dariyaaon ka Kitane parwat raahon se hain aaj hataane Naya khoon hai, nayi umange, ab hai nayi jawaani Hum hindustaani … Ao mehanat ko apna imaan banaayen Apne haathon ko apna bhagawaan banaayen Ram ki is dharati ko Gautam ki bhoomi ko Sapnon se bhi pyaara hindustan banaayen Naya khoon hai, nayi umange, ab hai nayi jawaani Hum hindustaani … Har zarra hai moti ankh uthhaakar dekho Maati men sona hai haath badhaakar dekho Sone ki ye Ganga hai chaandi ki Yamuna Chaaho to patthar se dhaan ugaakar dekho Naya khoon hai, nayi umange, ab hai nayi jawaani Hum hindustaani …
5. Chak De India
This song is from the movie ‘Chak De India’ that talks about being united as a country amidst diverse backgrounds.
Lyrics
Kuchh kariye, kuchh kariye Nas nas meri khole.. Haaye kuchh kariye [Haaye kuchh kariye Haaye kuchh kariye] Kuchh kariye, kuchh kariye Bas bas bada bo de Ab kuchh kariye [Ab kuchh kariye Ab kuchh kariye] Ho.. koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye Haaye.. koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye.. Chak de.. ho Chak de india Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Koochon mein, galion mein Raashan ki phalion mein Belon mein, beejon mein Eedon mein, deejon mein Raiton ke daanon mein Filmon ke gaanon mein Sadkon ke gaddhon mein Baaton ke addon mein Humkara aaj bhar le Das baarah baar kar le Rehna na yaar peechhe Kitna bhi koi kheenche Tas hai na, mas hai ji Zid hai to, zid hai ji Ghisna yun hi, ghisna yun hi Ghisna yun hi paththar yeh… ae.. Koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye Haaye.. koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye.. Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. chak de.. chak de.. chak de.. Ladti patangon mein Bhidti umangon mein Khelon ke meloan mein Balkhaati relon mein.. Gannon ke meethe mein Khaddar mein chheetein mein Dhoondho to mil jaavein Pakka woh eenton mein Dung hai aisa aaj nikhre.. Aur khul ke aag bikhre Man jaaye aisi holi Rag rag mein chal ke boli Tas hai na, mas hai ji Zid hai to jid hai ji Pisna yun hi, pisna yun hi Pisna yun hi bas kariye… Koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye Haaye.. koi to chal zid phadiye Doobe, tariye ya mariye.. Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India Chak de.. ho chak de India
6. Nanha Munna Raahi Hoon
This patriotic song is from the Hindi film ‘Son of India.’ The song is an old classic and highlights how children can be the driving force behind the progress of the nation.
Lyrics
Nanha munna rahi hoon, desh ka sipahi hoon Bolo mere sang, Jai Hind, Jai Hind, Jai Hind Jai Hind, Jai Hind Nanha munna rahi hoon, desh ka sipahi hoon Bolo mere sang, Jai Hind, Jai Hind, Jai Hind Jai Hind, Jai Hind Raste pe chalunga na dar-dar ke Chahe mujhe jeena pade mar-mar ke Manzil se pehle na lunga kahin dam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham! Nanha munna rahi hoon…… Dhoop mein pasina me bahauga jahan Hare-bhare khet lahraenge vahan Dharti pe paake na paayenge janam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baaen, tham! Nanha munna rahi hoon…… Naya hai zamana meri nai hai dagar Desh ko banaunga mashino ka nagar Bharat kisi se rahega nahi kam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham! Nanha munna rahi hoon…… Bada ho ke desh ka sahara banoongaa Duniya ki aankhon ka taara banoongaa Rakhunga uncha tiranga paracham Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham! Nanha munna rahi hoon…… Shanti ki nagari hai mera ye vatan Sabako sikhaunga me pyaar ka chalan Duniya mein girane na dunga kahin bam Aage hi aage badhaunga kadam Dahine baen dahine baen, tham! Nanha Munna Rahi Hoon……
7. Sare Jahan se Accha
It is an Urdu patriotic song for kids, written by Muhammad Iqbal, and had been published in the weekly journal Ittehad in 1904.
Lyrics
Sare jahan se accha Hindostan hamara Hum bulbulain hai iss ki yeh gulsitan hamara Sare jahan se accha Ghurbat men hon agar ham rahta hai dil vatan men Samjho vahin hamen bhi dil hain jahan hamara Parbat voh sab se uncha hamsaya asman ka Voh santari hamara voh pasban hamara Godi men khelti hain is ki hazaron nadiya Gulshan hai jin ke dam se rashk-e-janan hamara Aye ab raud Ganga voh din hen yad tujhko Utara tere kinare jab karvaan hamara Mazhab nahin sikhata apas men bayr rakhna Hindvi hai ham vatan hai Hindostan hamara Yunan o misr o roma sab mil gaye jahan se Ab tak magar hai baqi nam o nishan hamara Kuch bat hai keh hasti milati nahin hamari Sadiyon raha hai dushman daur e zaman hamara Iqbal koi meharam apna nahin jahan men Malum kya kisi ko dard e nihan hamara Sare jahan se accha Hindostan hamara Hum bulbulain hai is ki yeh gulsitan hamara
8. Mere Desh Ki Dharti
This song is from the Hindi film, ‘Upkar,’ that is dedicated to the motherland. It compares grains grown on the soil to precious gems, thus praising the richness and glory of the motherland.
Lyrics
Mere desh ki dharti… Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Aa..aa..aa..aa.. Ho..ho..ho..ho.. Bailon ke gale mein jab ghunghru Jeevan ka raag sunate hain Jeevan ka raag sunate hain Ghum kos door ho jata hai Khushiyon ke kamal muskaate hain Khushiyon ke kamal muskaate hain Ho ho …. Sun ke rahat ki aawaajein Sun ke rahat ki aawaajein Yun lage kahin shehnaayi baje Yun lage kahin shehnaayi baje Aate hi mast baharon ke Dulhan ki tarah har khet saje Dulhan ki tarah har khet saje Mere desh ki dharti… Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Jab chalte hain is dharti pe hal Mamta angdaiyaan leti hai Mamta angdaiyaan leti hai Kyon na pooje is maati ko Jo jeevan ka sukh deti hai Jo jeevan ka sukh deti hai Ho ho…. Is dharti pe jisne janam liya Is dharti pe jisne janam liya Usne hi paya pyaar tera Usne hi paya pyaar tera Yahan apna paraya koi nahi Hain sab pe maa upkaar tera Hain sab pe maa upkaar tera Mere desh ki dharti… Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Ye baag hain Gautam, Nanak ka Khilte hain aman ke phool yahaan Khilte hain aman ke phool yahaan Gandhi, Subhash.. Gandhi, Subhash, Tagore, Tilak Aise hain chaman ke phool yahaan Aise hain chaman ke phool yahaan Rang hara Hari Singh Nalve se Rang laal hain Lal Bahadur se Rang bana basanti Bhagat Singh Rang aman ka veer Jawahar se Mere desh ki dharti… Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti, sona ugle, ugle heere moti Mere desh ki dharti Mere desh ki dharti
9. Aao Bachcho Tumhe Dikhaye Jhanki Hindustan Ki
It is a patriotic song for kids written by Kavi Pradeep, the famous Indian songwriter and poet. The song describes India to children through simple and playful words.
Lyrics
Aao bachcho tumhe dikhaye jhanki hindustan ki Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Aao bachcho tumhe dikhaye jhanki hindustan ki Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Uttar me rakhavalee karata parvataraj virat hai Dakshin me charano ko dhota sagar kaa samrat hai Jamuna jee ke tat ko dekho ganga kaa yeh ghat hai Bat-bat pe hat-hat me yaha nirala thath hai Dekho ye tasvire apane gaurav kee abhiman kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Ye hai apna rajaputana naj ise talavaro pe Isane sara jivan kata barachhee tir kataro pe Yeh Pratap kaa vatan pala hai aajadee ke naaro pe Kud padee thee yaha hajaro Padminiya angaaro pe Bol rahee hai kan kan se kurbanee Rajasthan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Dekho mulk Maratho kaa yeh yaha Shivaji dola tha Mughalo kee takat ko jisne talavaro pe tola tha Har pavat pe aag lagi thi har patthar ek shola tha Bolee Har Har Mahadev ki bachchaibachcha bola tha Yaha Shivaji ne rakhi thi laj hamaree shan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Jaliyan Wala Bagh yeh dekho yaha chali thi goliya Yeh mat puchho kisane khelee yaha khun ki holiya Ek taraf banduke dan dan ek taraf thee toliya Maranevale bol rahe the inakalab kee boliya Yaha laga di bahano ne bhi bajee apani jan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Ye dekho Bangal yaha ka har chappa hariyala hai Yaha ka bachcha-bachcha apane desh pe maranevala hai Dhala hai isko bijali ne bhuchalo ne pala hai Mutthi me tufan bandha hai aur pran me jvala hai Janmabhumi hai yahi hamare vir Subhash mahan kee Is mitti se tilak karo ye dharati hai balidan ki Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram Vande Mataram
10. Ye Jo Des Hai Tera
It is an emotional patriotic song from the Hindi film ‘Swades.’ The song signifies how our nation loves us and always stays our true home no matter how far we drift away from it.
Lyrics
Yeh jo des hai tera, swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Yeh jo des hai tera, swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Mitti ki hai jo khushboo, tu kaise bhulayega Tu chahe kahin jayeh, tu laut ke aayega Nayee-nayee raho mein, dabi-dabi aaho mein Khoyeh-khoyeh dil se tere koi yeh kahega Yeh jo des hai tera, swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Tujhse zindagi hai yeh kah rahi Sab to pa liya, ab hai kya kami Yun to sare sukh hai barse, par door tu hai apne ghar se Aa laut chal tu ab deewane, jahan koi to tujhe apna mane Aawaz de tujhe bulane, wohi des Yeh jo des hai tera, swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Yeh pal hai wohi, jismein hain chhupi Poori ik sadi, sari zindagi Tu na pooch raaste mein kahe, aaye hain is tarah dorahe Tu hi to hai raah jo sujhayeh, tu hi to hai ab jo yeh batayeh Jaye to kis disha mein jaye, wohi des Yeh jo des hai tera, swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta
11. Mile Sur Mera Tumhara
This song was first promoted by Doordarshan in 1988 that describes the sense of national integration and unity in diversity. It begins in Hindi and then continues in various Indian languages.
Lyrics
(Hindi) Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara Sur ki nadiyaan har disha se bahate saagar mein milen Baadalon ka roop le kar barase halke halke Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara Mile sur mera tumhaara (Kashmiri) Chaain taraj tahin myan taraj Ek wat baniye saayen taraj (Punjabi) Tera sur mile mere sur de naal Milke bane ek navar surtaal (Hindi) Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara (Sindhi) Muhinjo sur tuhinje saan pyaara mile jadenh Geet asaanjo madhur taraano bane tadenh (Urdu) Sur ka dariya bahke saagar mein mile (Punjabi) Badlaan da roop leike Barsane haule haule (Tamil) Isaindhal nam iruvarin suramum namadhakum Dhisai veru aanalum aazhi ser aarugal mugilai mazaiyai pozivadu pol isai… Nam isai (Kannada) Nanna dhwanige ninna dhwaniya Seridante namma dhwaniya (Telugu) Naa swaramu nee swaramu sangammamai Mana swaramga avatarinchey (Malayalam) Ninde swaragum ningalude swaragum Otthucheiyum namudeya swaramai (Bengali) Tomaar shoor moder shoor Shrishti koroor koi koshoor (Assamese) Shrishti ho koi kota (Odia) Toma mora swarer milan Srishti kare chalbochatano (Gujarati) Male sur jo taaro maaro Bane aapno sur niraalo (Marathi) Maajha tumcha julta taara Madhur surancha barasti dhaara (Hindi) Sur ki nadiyaan har disha se bahate saagar mein milen Baadalon ka roop le kar barase halke halke Mile sur mera tumhaara Mile sur mera tumhaara, to sur bane hamaara To sur bane hamaara
12. Sandese Aate Hain
This song is from the Hindi film, ‘Border,’ that was based on the true-life event of the Battle of Longewala during the India-Pakistan war of 1971. The song is dedicated to the brave Indian soldiers.
Lyrics
Hoho… Sandese aate hain, hame tadpate hain Toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai Kisi dilwali ne, kisi matwali ne Hame khat likkha hai, kee hamse puchha hai Kisi kee sanso ne, kisi kee dhadkan ne Kisi kee chudi ne, kisi ke kangan ne Kisi ke kajre ne, kisi ke gajre ne Mahekti subaho ne, machalti shamo, ne Akeli rato ne, adhuri bato ne Tarasti baho ne, aur puchha hai tarsi nighaho ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh dil suna suna hai Sandese aate hain, hame tadpate hain Toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai Mohabbatwalo ne, hamare yaro ne Hame yeh likkha hai, ke hamse puchha hai Hamare gao ne, aam kee chaanvo ne Purane pipal ne, baraste badal ne Khet khaliayano ne, hare maidano ne Basanti belo ne, jhumti belo ne Lachakte jhulo ne, behekte phulo ne Chatakti kaliyo ne, aur puchha hain gao kee galiyo ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin gaon suna suna hai Sandese aate hain, hame tadpate hain Toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai Oh oh oh…………. Kabhee ek mamta kee, pyar kee ganga kee Woh chitthee aati hai, sath woh lati hai Mere din bachpan ke, khel woh aangan ke Woh saya aanchal kaa, woh tika kajal kaa Woh lori rato me woh narmi hatho me Woh chahat aankho me woh chinta bato me Bigadna upar se mohabbat andar se Kare woh devi ma, yahi har khat me puchhe meree ma Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin aangan suna suna hai Sandese aate hain, hame tadpate hain Toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai Oh oh ho……… Ai gujrane wali hawa bata, mera itna kam karegi kya Mere ganv jaa mere dosto mo salam de Meree ganv me hai jo woh gali, jahan rehti hai meree dilruba Use mere pyar kaa jam de Wahi thodee dur hai ghar mera, mera ghar me hai meree budhi ma Mere ma ke pairo ko chhuke, use usake bete kaa nam de Ai gujrane wali hawa jara, mere dosto, meree dilruba Meree maa ko mera paiyam de, unhe jake tu yeh paigam de Mai wapas aaunga, mai wapas aaunga Phir apne gao me, usiki chao me Kee ma ke aanchal se, ganv ke pipal se Kisike kajal se, kiya jo wada tha woh nibhaunga Mai ek din aaoonga
13. I Love My India
This song, from the movie ‘Pardes,’ invokes love and passion for the nation.
Lyrics
Yeh duniya ek dulhan, dulhan ke mathe kee bindiya Yeh meraa India, i love my India, i love my India Yeh duniya ek dulhan, dulhan ke mathe kee bindiya Yeh meraa India, i love my India, i love my India Jab chheda malhaar kisee ne, jhumke saawan aaya Aag lagee dee paanee me jab deepak rag sunaaya Saat suro kaa sangam yeh jivan gito kee maala Ham apane bhagwaan ko bhee kehte hain baansuree waala Baansuree waala, baansuree waala Yeh meraa India, i love my India Sim sim pola pola sim sim pola Fine flat flute pipe petula petula Drum drum tubelet symbola symbola Do re fa so pa ma re sa Re do… Pa ma. Ma pa nee pa nee pa Nee pa nee pa nee sa re re re re re re re re re Sa re sa nee sa sa sa sa sa sa Sa nee pa nee nee pa ma ma re sa re sa nee re Pihu pihu bole papiha, koyal kuhu kuhu gaaye Hanste rote jivan ke sab git banaaye Yeh saaree duniya apane apane giton ko gaaye Git woh gaao jisase iss (mittee kee khushabu aaye -2) I love India, I love my India I love my India, i love my India Vatan meraa India, sajan meraa India aa Yeh duniya ek dulhan, dulhan ke mathe kee bindiya Yeh meraa India, i love my India Vatan meraa India, sajan meraa India Karam meraa India, dharam meraa India Om nama shivaaye om nama shivaaye
14. Mera Rang De Basanti Chola
It is a patriotic song, which was written by poet and freedom fighter Ram Prasad Bismil, along with his friends. The song was popularized by the Hindi films ‘Shaheed’ and ‘The Legend of Bhagat Singh’ – both biographical films depicting the life of the freedom fighter Bhagat Singh.
Lyrics
Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola O mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Tera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola Azadi ko chali bihani deewano ke toliyaa Azadi ko chali bihani deewano ke toliyaa Khoon se apne likh denge hum inqulaab ke boliyaan Hum wapas lautenge lekar azadi ka tola Mera rang de O mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola Ye woh chola hai ke jis pe rang chade na duja Ye woh chola hai ke jis pe rang chade na duja Hum ne to bachpan se ke thi es chole ke pooja Kaltak jo chingari thi woh aaj bani hai shola Mera rang de O mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Sapne mein dekha tha jis ko aaj wohi din aaya hai Sapne mein dehka tha jis ko aaj wohi din aaya hai Suli ke uspaar khadi hai maa me humme bulaya hai Aaj maut ke pallede mein jeevan ko humne tola Mera rang de Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Mera rang de basanti chola mera rang de basanti chola Oh aaj rang de oh maye rang de Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Mera rangde basanti chola Maye rang de basanti chola
15. Ek Anek Aur Ekta
This is a title song of an animated educational movie that was released by the Government of India in 1974. The lyrics of the song teach unity and teamwork to children.
Lyrics
Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo Didi ye anek kya hota hai ? Anek…. Anek yani bahut saare…. Jaise… Suraj ek… Chanda ek….. Taare anek…. Achcha to taron ko anek bhi kehte hain Huh?? Nahi nahi !! Dekho phir se batati hoon Suraj ek… Chanda ek….. Taare anek…. Ek gilhari, …. Ek aur gilhari…… Ek ek ek karke ho gayee ab anek gilhariyaan… Ek titali, anek titaliyaan…. Ek chidiya.. Ek ek anek chidiyaan…… Anek chidiyon ki kahani sunoge …. Haan sunao… Ek chidiya anek chidiya…. Dana chugne baith gayee thi ….. (chorus Smiley didi humen bhi sunao……. Phir se suno… Ek chidiya, anek chidiyan Dana chugne baith gayee thi ….. Wahin ek byaadh ne jaal bichhaya tha… Byaadh, byaadh kya hota hai didi ? Byaadh … chidiya pakadne wala To phir kya hua, usne chidiyon ko pakad liya,… Unhe maar diya …… Un..huh… Himmat se jo jute rahe to bada kaam bhi hove bhaiya.. Bada kaam bhi hove bhaiya … 1..2..3.. Furrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr Chaturrr cidiyaan sayaani chidiyaan, Miljul kar, jaal le kar… Bhaagi chidiyaan…. Furrrrrrrrrrrrrrrrrr Door ek gaaon mein chidiyon ke dost chuhe rahte the…. Unhone unka jaal kaat diya……… Dekha ekta mein kitni shakti hai…… Didi agar hum ek ho jaayen to kya koi bhi kaam kar sakte hain ? Haan haan kyon nahi … To kya is ped ke aam bhi tod sakte hain Huh Haan magar jugat lagani hogi … JUGAT Huh Achchha ye jugat …. Wah bada mazaa aayega…. HO GAYE EK … BAN GAYEE TAKAT.. BAN GAYEE HIMMAT… Hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain, Rang-roop vesh-bhaasha chahe anek hain —- repeat —- Bela gulab juhi champa chameli….. Phool hain anek kintu mala phir ek hai … Ek-anek-ek anek Suraj ek, chanda ek, taare anek, Ek gilhari , anek gilhariyaan, Ek titli, anek titaliyaan, Ek chidiyaa , anek chidiyaan…… Are bela gulab juhi champa chameli.. Phool hain anek kintu mala phir ek hain….. Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo Ting ting ting tindig tiding… Ting ting ting tindig tiding… Tuu tuu toooo Tuu tuu toooo Didi ye anek kya hota hai ? Anek…. Anek yani bahut saare…. Jaise… Suraj ek… Chanda ek….. Taare anek…. Achcha to taron ko anek bhi kehte hain Huh?? Nahi nahi !! Dekho phir se batati hoon Suraj ek… Chanda ek….. Taare anek…. Ek gilhari, …. Ek aur gilhari…… Ek ek ek karke ho gayee ab anek gilhariyaan… Ek titali, anek titaliyaan…. Ek chidiya.. Ek ek anek chidiyaan…… Anek chidiyon ki kahani sunoge …. Haan sunao… Ek chidiya anek chidiya…. Dana chugne baith gayee thi ….. (chorus Smiley didi humen bhi sunao……. Phir se suno… Ek chidiya, anek chidiyan Dana chugne baith gayee thi ….. Wahin ek byaadh ne jaal bichhaya tha… Byaadh, byaadh kya hota hai didi ? Byaadh … chidiya pakadne wala To phir kya hua, usne chidiyon ko pakad liya,… Unhe maar diya …… Un..huh… Himmat se jo jute rahe to bada kaam bhi hove bhaiya.. Bada kaam bhi hove bhaiya … 1..2..3.. Furrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr Chaturrr cidiyaan sayaani chidiyaan, Miljul kar, jaal le kar… Bhaagi chidiyaan…. Furrrrrrrrrrrrrrrrrr Door ek gaaon mein chidiyon ke dost chuhe rahte the…. Unhone unka jaal kaat diya……… Dekha ekta mein kitni shakti hai…… Didi agar hum ek ho jaayen to kya koi bhi kaam kar sakte hain ? Haan haan kyon nahi … To kya is ped ke aam bhi tod sakte hain Huh Haan magar jugat lagani hogi … JUGAT Huh Achchha ye jugat …. Wah bada mazaa aayega…. Ho gaye ek … Ban gayee takat.. Ban gayee himmat… Hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain, Rang-roop vesh-bhaasha chahe anek hain —repeat —- Bela gulab juhi champa chameli….. Phool hain anek kintu mala phir ek hai … Ek-anek-ek anek Suraj ek, chanda ek, taare anek, Ek gilhari , anek gilhariyaan, Ek titli, anek titaliyaan, Ek chidiyaa , anek chidiyaan…… Are bela gulab juhi champa chameli.. Phool hain anek kintu mala phir ek hain…..